Spieleinformation
۩1. Wafaat ke fauran baad mayyat ka mu’n, ankhei’n band ki jaaei’n, baazu aur tangei’n aur hath, paou’n ki ungliya’n bhi seedhi kardi jaaei’n. Nez Kameez aur baniyaan wagaira utaar kar chaadar se mayyat ka badan dhaa’np diya jaae. Mayyat ke baazu, Sturm, ya pindli mein koi taweez dhaaga ya kadaa waghaira ho to ise utaar dei’n.
۩2. Paani ke andar Bairi ya neem ke patte ubaal liye jaaei'n (Bairi ke patte istemal karna afzal hai) fir yahi paani istemaal kiya jaaye aur lakdi ka ya koi aur takhta aisi jagah rakha jaaye jaha'n paani ka nikaas aur gandagi ko thikaane lagana asaan ho, mayyat ko ist takhte par litaaya jaae. Naaf (Nabel) se ghutno’n (Knie) tak ki jagah kapde se dhaa’np di jaaye aur dauraan e ghusl siwaye majboori ke mayyat ki sharmgaah par na hi nazar pade aur na hi kapde ke bagair ise haath lage.
Hinweis: Ghusl ke liye pani itna garam na ho ki agar usse zinda shaks ghusl kare to use takleef ho kyuki mayyat ko bhi waisi hi takleef hoti hai jis tarha zinda shaks ko hoti hai.
۩3. Agar jism zakhmi ho aur ist par pattiya’n bandhi hui ho’n to ehtiyaat se pattiya’n khol kar rooi (Baumwolle) aur upar tayar kiya hua paani se aahista aahista zakhm dhoe jaaei’n. Har kaam ki ibtedaa daei’n taraf se karei’n siwaae iske ke sirf baei’n jaanib tawajjo ki mustahaq ho (d.h. falls nötig).
۩4. Mayyat ko sar aur peeth par hath laga kar halka sa utha kar naaf ki taraf haath se mayyat ka pet 2 ya 3 bar halka sa dabaya jaae (taake andar ki gandagee imkaani had tak khaarij ho jaae) fir baei'n hath par kapde ka dastana wagaira (jo kafan ke sath banaaya jaata hai) pahen kar pahle paani se iska istinja karei'n. Agar zer e naaf balo’n ki safaai baaqi ho to karli jaaye.
Hinweis: Istinja ka matlab sharmgaah ko dhona aur saaf karna.
۩5. Naak, daa’nt, mu’n ka khilaal aur kano’n mein acchi tarha geeli rui pher kar inki alag se safaai karli jaae take baad mein wuzu ke dauraan 3 dafa se ziyaada na dhona pade.
۩6. Bismillah padh kar mayyat ko shar'i wuzu karaaya jaae. Wuzu ka tarika ye hoga ki mayyat ka munh aur naak paani se saaf kiya jaye, mayyat ka chehra aur hath (kohniyo tak) dhoye jaye, sar aur kaano ka masah karwaya jaye, fir mayyat ke paao dhoye jaye.
۩7. Sar se shuru karte hue hasb e zaroorat sabun istemaal karte hue püree jism ko (zarurat ke mutabik) 3 ya 5 ya 7 martaba acchi tarha dhoei’n. Akhri dafa nahlaate waqt paani me kuch kafoor (Kampfer) milaalei’n.
Mayyat ko 2 ya kisi aur ginti me bhi dhoya ja sakta hai lekin mayyat ko taak (ungerade) ginti (3,5,7) me dhona mustahab hai aur hadees ke mutabik hai.
Anmerkungen:
1. Agar Mayyat Khwateen ho toh inke baal khole , unhe dhoye fir unki teen chotiyan banaein. [Sahih al Bukhari, Hadith-1254, 1260.]
2. Ghusl ki shuruat daayi taraf se ki jaye aur us hisse se shuruat ki jaye jis hisse se wuzu ki jati hai, yaani pahle upar ke daaye hisse fir upar ke baaye hisse fir niche ke daaye hisse aur fir niche ke baaye hisse se. [Sahih al Bukhari, Hadith-1255.]
3. Mayyat ke sath aesa koi amal na kiya jaye jo agar ek zinde shaks ke sath kiya jaye to use takleef ho kyuki Mayyat ko bhi utni hi takleef hoti hai jitni ek zinda shaks ko. Ummul Mu'minin Ayesha r.a. farmati hai ki RasoolAllah ﷺ ne farmaya, "Murde Ki Haddi Todna Zinde Ki Haddi Todne Ki Tarha Hi Hai." Sunan Abu Dawud, Hadith- 3207, Sahih von Albani.
Arabisch ke yaha agar mayyat ki haddi sidhi na ho rahi hoti toh haddi todi jati thi.
4. Ghusl ka ye Tareeqa afzal hai, taaham kisi tarha bhi ghusl diya jaye wo kaafi hoga bas shart ye hai ke saare jism par pani bahaya jaye aur jism ki achi tarhan safai ki jaye.
5. Aurat hi aurat ko ghusl de sakti hai aur mard hi mard ko ghusl de sakta hai siwaye iske ke mard aur biwi ek dusre ko ghusl de sakte hai.
6. Yaad rahe ke ghusl e Mayyat ka tareeqa bhi takreeban ghusl e janaabat waala hai albatta, ghusl ke dauraan Mayyat ka aur iske jism ke izzat ka bohot khayal rakhna chaahiye.
7. Jo schüttelt Mayyat ko Ghusl deta hai uska ghusl karna Mustahab hai.
Ähnlich wie میت کے غسل کا اسلامی طریقہ
Wie man میت کے غسل کا اسلامی طریقہ auf dem PC herunterlädt und spielt
- 1Laden Sie LDPlayer X auf Ihrem Computer herunter und installieren Sie es.
- 2Geben Sie میت کے غسل کا اسلامی طریقہ in das Suchfeld oben links ein und suchen Sie danach.
- 3Klicken Sie auf "Installieren", und میت کے غسل کا اسلامی طریقہ wird automatisch heruntergeladen.
- 4Sobald die Installation abgeschlossen ist, klicken Sie auf "Starten".
- 5Das Spiel wird automatisch in LDPlayer gestartet, und Sie können میت کے غسل کا اسلامی طریقہ genießen.
- 6Oder Sie können auch auf das Spiel-Icon auf der LDPlayer-Startseite klicken, um میت کے غسل کا اسلامی طریقہ zu spielen.
Vorteile des Spielens von میت کے غسل کا اسلامی طریقہ auf dem PC mit LDPlayer X.
Superschmaler Bildschirm
Der größere Bildschirm des Computers bietet einen klareren Blick auf das Spielgeschehen, sodass Sie mehr Details in میت کے غسل کا اسلامی طریقہ erfassen können.
Benutzerdefinierte Steuerung
Passen Sie die Steuerung des Spiels mit Tastatur, Maus und Joystick an, um ein Spielerlebnis in میت کے غسل کا اسلامی طریقہ zu erhalten, das dem von Konsolenspielen entspricht.
Mehrfaches Öffnen & Synchronisieren
Unterstützung für die Anmeldung mit mehreren Spielkonten, gleichzeitiges Spielen mehrerer Spiele und schnellere Erschließung von Anfangsbelohnungen.
Hohe Bildwiederholrate
Das Spielerlebnis in میت کے غسل کا اسلامی طریقہ wird durch flüssigere Grafiken und flüssigere Bewegungen verbessert und verstärkt.
Spielhilfe
Verwenden Sie Skripte, um komplexe Spieleaufgaben zu vereinfachen, Aufgaben automatisch auszuführen und die Ergebnisse des Spiels zu genießen.
Videoaufzeichnung
Nehmen Sie spannende Momente oder Spielvorgänge in میت کے غسل کا اسلامی طریقہ auf und teilen Sie sie mit Ihren Spielkameraden.
Computerkonfiguration für das Spielen von میت کے غسل کا اسلامی طریقہ auf dem PC
System
System Win10 oder höher 64-Bit empfohlen, inklusive OpenGL 4.xSystem
Empfohlene KonfigurationCPU
Intel Core i3-8100 Generation 8 oder höher mit 4 oder mehr Kernen, VT-Option aktiviertCPU
Mehr Spiele von ZZZGrafikkarte
NVIDIA GeForce GTX1050 Ti 2G oder höherGrafikkarte
Sie könnten auch mögenSpeicher
8 GB oder mehrSpeicher
Mehr beliebte SpieleSpeicherplatz
Mindestens 10 GB freier Speicherplatz auf dem Installationslaufwerk und mindestens 2 GB auf dem SystemlaufwerkSpeicherplatz
XXX - Häufig gestellte FragenMehr von Pak Appz
Sie könnten auch mögen
Mehr beliebte Spiele
Brawl Stars
HerrAnwalt: Lawyers Legacy
Clash of Clans
Stumble Guys
Clash Royale
Among Us
Call of Duty: Mobile Saison 10
Minecraft
PUBG MOBILE
Free Fire
Hay Day
Roblox
Standoff 2
Subway Surfers
Epic Seven
GODDESS OF VICTORY: NIKKE
Apex Legends Mobile
Pokémon GO
Summoners War: Sky Arena
League of Legends: Wild Rift
Eternal Evolution
میت کے غسل کا اسلامی طریقہ - Häufig gestellte Fragen
Q: Ist LDPlayer X sicher?
Q: Kann ich میت کے غسل کا اسلامی طریقہ auf dem PC spielen?
Q: Warum ist LDPlayer X die beste Gaming-Plattform auf dem Computer für das Spielen von میت کے غسل کا اسلامی طریقہ?
Der leistungsstarke integrierte Android-Emulator ermöglicht es Ihnen, jedes Detail des Spiels auf Ihrem Computer zu erleben.
Darüber hinaus können Sie viele beliebte Spiele direkt in Ihrem Browser spielen, wie Brawl Stars, Roblox usw.
Sie können auch In-Game-Käufe oder Upgrades für beliebte Spiele im LDshop zu den besten Preisen tätigen.